Larki (sharma k): Ye Pyar kya hota hai?
Larka: pyar ka rishta 2 insano main
wohi hota hai jo cement or rait k darmiyan pani ka hota hai
farz karo
larka=cement
Larki=rait
love=pani
ab agar cement or rait ko aapas main mila diya jaye to wo strong nahi honge
lekin
agar in main pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta
Larki (hans k):
Kamina tu shakal se hi mazdoor lagta hai.:-
Happy labour day
کوئی تبصرے نہیں:
ایک تبصرہ شائع کریں