منگل، 11 جون، 2013
"Behen Ki Fazilat"
"Behen Ki Fazilat" HAZRAT ALI (R.A) Farmatay Hain:- ..."Tum Jab Apni Behen Ke Ghar Jao to Apni Bisaat Ke Mutabiq Kuch Le Ke Jao.. Kyon Ke Tumhari BEHEN Ka Tum Par HAQ Usay Walidain Ki Wirasat Say Mila Hai.. Aur Intehai Bad-Naseeb Hai Wo Shakhs Jis Ki BEHEN Us Say Naraz Ho Aur Uski, Ya BEHEN Ki Mout Waqay Ho Jaye.. Bus Khuda Ka Shukar Karo Ke ALLAH Nay Tumhay Yeh Pakeeza Rishta Ataa Kiya Aur Tumhay Tumharay Dukhon Ka Sahara Diya.. Khuda Ki Qasam Yeh Wo Rishta Hai Jo Agar Na Hota To HAZRAT HUSSAIN (R.A) Apna AZAM Poora Na Kar Patay.
سبسکرائب کریں در:
تبصرے شائع کریں (Atom)
کوئی تبصرے نہیں:
ایک تبصرہ شائع کریں