*"BEST GHAZAL"*
,"Kabi Us Ka Chehra bi Gulab Hua Karta tha,"
,"Badlon Main Chupta hua Ek Mahtab hua karta tha,"
,"Har Ek Nigah us ko hi Dondti thi,"
,"Har Ek Ankh Ka wo Khwab hua karta tha,"
,"PHIR youn Hua Usy ISHAQ ho gaya Kisi se,"
,"Mohabat Lafz Jis k Liye Mazak
Hua karta tha,"
,"Toot Kar Bikhra Aisy k Sanbal Hi Na saka,
,"JO kabi Apni Misal Ap hua Karta tha..,..!!!
کوئی تبصرے نہیں:
ایک تبصرہ شائع کریں